Kitab-e-Dil pe Likhay Thay kitnay he AfsanaY
Monday, January 29, 2007
Kitab-e-Dil pe Likhay Thay kitnay he AfsanaY Kuch Qisse naYe Thay Aur kuch Berson PuranaY
Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se theY Qareeb
Kuch wo jo Aaj Bhi Lagtay Hain BegaanaY
Kaash Aisi koi rut koi Moosam AayeKhushiyon Bhare Geet Hum lagein GungunanaY
Aaj Bhi Dil Mera is Aas Pe Zinda Hia Aik roz to Aayein Gay Wo Hum ko MananaY
Safha-e-dil ko koi Humare Perh ker dekhaY Khoon-e-jiger se likhaY Hain Sab AfsaanaY
Guzra howa Zamana Bhula Do zehen se ApnaYAatay nahi Loat k Beetay Howe Zamana